Allah ki qasam!jisy Allah mila use har kamyabi mili har kamyabi
ne us ke qadam chumey aur jisy Allah mila App na bad main dikha sakty hai aur na pichli tarikh mian dikha sakty hai ke Allah ko palene ke bad koi hasrato se mara ho Allah ko palene ke bad kisi ke andar koi tamanaye ho.
Allah ko palene ke bad kisi chez ki hasrat ki ho Allah ko palene ke bad kisi ne nakam zindagi guzari ho
Allah ko pane ke bad kisi ne nakam zindagi guzarai ho Allah ko pane ke bad koi nakami ki moot mara ho yeh duniya lo tarikh aik dana bhi nahi pesh kar sakti na arab wa ajam main na kale aur gore main na aglon aur pichlo main Allah ka mil jana hi hamari zindagi ki miraj hai Allah dil ke zakhmo ka marham hai rooh ke phoro ka marham hai.
Allah ki qasam! sari duniya ka insan wo kashti hai jis ka na khuda bhi use chor sakta hai husn wa jamal rooh ke zakham ka marham nahi wo bhatka hoa hai.
Allah ki qasam! sari duniya ke raag wa rang museiki ki tane yeh rooh ki tar ko nahi hila sakti yeh dil ki tar ko museiki ke sar nahi cheer saktey hai dil ke tar ko quran ka naghma cherta hai rooh ki gehraieyo
main Quran ka naghma to utarta hai yeh randiyo ke naghmey dil ki aur rooh ki gehraieyo main utar nahi saktey yeh andar ko thandak nahi poncha saktey dolat aur badshahi aur duniya ki hakomtey aur duniya ki sar sabz wadiya sar sabz pahar aur khuly medan girti hoi absharey aur behty hoy chashmey aur mojey marty hoy samandar.
 |
Allah hi tamam jahano ka noor hai by Moulana Tariq Jameel |
Unknown /  at 08:46 / 

Allah ne mere liye aag jalai
Allah ne mere liye suraj dikhaya
Allah ne mere chand ko thanda kiya
Allah ne mere raat ko laya
Allah ne mere din ko laya
Allah ne hamare liye phalo ke anbar lagay
Allah hamare liye saya laya
Allah ne munasib andaz main zameen ko banaya
Allah ne mere suraj ko munasib fasly par rakha
yeh sub kuch Allah ne kiya mene kiya kiya zalim k main Allah ka baghi ho giya main usi se takra giya
Ankho se auro ki betiyu ko dekha
shahut se zana ke bazar garm kiye kano se musiki ko lagaya
hath ne ghalt tola pao se raqs gaho ko chaly
damagh ne pesa socha dil ne duniya ko mabood banaya sene ko Allah warasool ki muhabbat se khali kar diya.
dono jahan ki bazi har kar ja kar phir andheri kothri main so giya yeh koi zindagi nahi yeh jhandy wali gariyu se dhoka na khao.
 |
Muslims beliefs |
Unknown /  at 07:58 / 

Zindagi ka maqsad Allah ko razi karna hai?
yeh sare nojawan kia chaty hai? izat dolat our sherat saeed anwar jo circket wala hai us ko chuti umar main hi yeh 3 cheez mil gai -
izat bhi mil gai our dolat bhi mail gai sherat bhi mil gai , 22 23 year main hi sub kuch mi giya,
Aik din mujh se kehny laga sub kuch mil giya lekin cheen phir bhi nahi aya
phir yeh soch chalna shuru hoi k agar izat dolat sherat zindagi ka maqsad hai to mujhy to hasil ho chuka hai phir zindagi main cheen q nahi hai?
lagta hai k zindagi ka maqsad koi our cheez hai yeh cheez nahi q k maqsad ko pany ke bad cheen a jana chaiye, maqsad bazahir mil giya hai lekin cheen koi nahi hai ,
maloom hota hai k wo koi our cheez hai jis main cheen hai -yeh nahi hai jis ko baais cheen samjhta ho
is justaju ne phir aista aista tabligh ki taraf pheer diya -
deen ki taraf pheer diya,- phir kehny laga ab pata chala hai k zindagi maqsad kiya hai -
ham to sanchariya bnany ka maqsad banay phirty thy aur record banany ko hi maqsad bnay phirty thay - ab pata chala k Allah ko razi karna maqsad hai.
 |
Zindagi ka maqsad Allah ko razi karna hai by moulana tariq jameel |
Unknown /  at 04:31 / 